Medical Test

Santa ki maa beemaar ho gayi. Santa unhein le kar hospital gaya.

Doctor ne examin karne ke baad kaha "Inke kuchh test honge"

Santa : "He bhagwan ab kya hoga, meri maa to anpadh hai."

No comments: